AAJ MAUSAM BADA BEIMAAN HAI – OLD HINDI LYRICS | Mohammad Rafi | Dharmendra and Mumtaz

Aaj mausam bada beimaan hai lyrics from Bollywood movie Loafer 1973 starring Dharmendra, Mumtaaz. Aaj mausam bada beimaan hai song lyrics panned by Anand Bakshi and song sung by Mohammad Rafi amd music given by Laxmikant, Pyarelal.
Aaj mausam bada beimaan hai old hindi song lyrics Mohammad rafi
Song info 
Song: Aaj mausam bada beimaan hai
Singer: Mohhamad Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Music: Laxmikant, Pyarelal
Starring: Dharmendra, Mumtaz

Aaj mausam bada beimaan hai lyrics 

 Ho Aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Aane wala koi toofan hai
Koi toofan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Kya hua hai, hua kuchh nahin hai
Kya hua hai, hua kuchh nahin hai

Baat kya hai pata kuchh nahin hai
Mujhse koi khata gayi to
Ismein meri khata kuchh nahin hai
Khoobsoorat hai tu, rut jawan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan haiBada beimaan hai, aaj mausam

Advertisement 

Kaali kaali ghata dar rahi hai
Kaali kaali ghata dar rahi hai

Thandi aahein hawa bhar rahi hai
Sabko kya-kya gumaan ho rahe hain
Har kali hum pe shaq kar rahi hai
Phoolon ka dil bhi kuchh badgumaan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Aye mere yaar, aye husn wale
Aye mere yaar, aye husn wale

Dil kiya maine tere hawale
Teri marzi pe ab baat thehri
Jeene de chahe tu maar daale
Tere hathon mein ab meri jaan hai
Aaj mausam

Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Aane wala koi toofan hai
Koi toofan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Aaj mausam
Aaj mausam
Aaj mausam

Related Posts