Bachpan Ka Pyaar lyrics from hindi music video sung by Badshah, Sahdev Dirdo, Aastha Gill and Rico. This song lyrics Written by Badshah while music given by Hitesh.
Bachpan Ka Pyaar lyrics
Jaane meri jaaneman,
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai ,
Jaan Tujhe Kiya Hai
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re
Jaane meri jaaneman,
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai ,
Jaan Tujhe Kiya Hai
Bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re
I gave my love to you ,
cos you are one of a kind girl
Always on my mind girl ,
I don’t know what to do
Haan chehre se tere ,
Jaane na du hassi
Aur Aankhen se teri
Aansoo naa aane du
Mujhko bata mere bina tu kya karegi
Kiski bahon main jaake aanhen tu bharegi
Mujhko fikar nahi yeh duniay kya kahegi
Tu hi thi , tu hi hai , tu hi rahegi
Jaane meri jaaneman,
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai ,
Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Tere aashiq ke dil se koi dil sacha nahi
Humain for granted lena bilkul bhi acha nahi
Galti se bhi kho baitha tujhko to mar jaunga
Pyar mera bachon wala hai par main bacha
nahi
Ek ek vaada jo kiya main wo nibhaungi
Chod ke tujhko kabhi kahin nahi jaungi
Tu soch bhi nahi sakta jo main wo kar jaungi
Door huyi tujhse to main bhi mar jaungi
Jaane meri jaaneman,
Bachpan ka pyaar mera
Door huyi tujhse to
Main bhi mar jaungi
Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
(Bhul nahi jaana re)
Jaane meri jaaneman,
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai ,
Jaan tujhe kiya hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Writer: Badshah
Singer: Sahdev Dirdo, Badshah, Aastha Gill and Rico
Music: Hiten
Music Video
Other latest song lyrics