Jaihind Ki Senaa lyrics from bollywood movie Shershaah starring Siddharth Malhotra and Kiara Advani. This song sung by Vikram Montrose and song lyrics Panned by Manoj Muntashir.
Jaihind Ki Senaa Lyrics
Svadharme nidhanam shreyah
Svadharme nidhanam shreyah
Jai jai jai jai jai jai
Jai jai jai jai jai jai
Svadharme nidhanam shreyah
Jai jai jai
Svadharme nidhanam shreyah
Sooraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Chalta ja tu chalta ja
Ye dharm hai tera ladta ja
Sooraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Kadam ye tere kabhi ruke na
Jaihind ki senaa
Jaihind ki senaa
Tara rara rara rara
Tara rara rara rara
Jaihind ki senaa
Bankaro pe bam gira ke bol zindabad tu
Shershah hardam rahega sarhado ko yaad tu
Phoonkta ja phoonkta ja zaalimo ki bastiyan
Dushmano ko kya pata hai aag ki aulad tu
Bankaro pe bam gira ke bol zindabad tu
Shershah hardam rahega sarhado ko yaad tu
Phoonkta ja phoonkta ja zaalimo ki bastiyan
Dushmano ko kya pata hai aag ki aulad tu
Ghaav badan pe sehta ja tu
Bharat bharat kehta ja tu
Parbat parbat chadhta ja tu
Veer bahadur ladta ja
Shapath hai tujhko is maati ki
Ladna jabtak jaan hai baaki
Dam ruk jaaye kadam ruke na
Jaihind ki senaa
Tara rara rara rara
Jaihind ki senaa
Tara rara rara rara
Jaihind ki senaa
———-
Song info
Song: Jaihind ki Senaa
Movie: Shershaah
Singer: Vikram Montrose
Lyricist: Manoj Muntashir
Starring: Siddharth Malhotra and Kiara Advani
Shershaah Movie songs lyrics
Music Video