Main Doondta Raha lyrics

MAIN DOONDTA RAHA LYRICS – Pratham Aggarwal

Main Doondta Raha lyrics from Indian music video sung by Pratham Aggarwal and lyrics panned by Pratham Aggarwal music video film by Rohann Malik directed by Rohann Malik and Lokesh Nagwal.

Song details
Song: Main Doondta Raha
Singer: Pratham Aggarwal
Lyricist: Pratham Aggarwal
Music: Tenzing Lama
Film by: Rohann Malik.

Main Doondta Raha Lyrics

Main Doondta Raha
Iss Gali Iss Gali Mein
Tu Nazar Naa Aaye
Tu Nazar Naa Aaye
Kaise Karoon Bayan
Safar Hai Naya
Tu Nazar Naa Aaye
Tu Nazar Naa Aaye

Tere Aankhon Ki Nami Jo
Mere Dil Ki Hai Kami Woh
Sunne Mere Saathi Aaja Na
Kehta Hoon Main Sabhi Ko
Tu Naa Mile Abhi Jo
Maine Toh Hai Maar Jana

Tere Liye Maine Dekha Har Jagah
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)

Kaise Main Karoon Pyar Bayan
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)

Tera Chehra Dekhun Yahan
Aisi Wadiyon Ne Doondun Zara
Katti Nahin Zindagi Tere Bina
Katti Nahin Zindagi Tere Bina
Tere Bina, Tere Bina,
Tere Bina, Tere Bina

Main Doondta Raha
Iss Gali Se Gali Mein
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)

Kaise Karoon Bayan
Safar Hai Naya
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)
Tu Nazar Naa Aaye
(Tu Nazar Naa Aaye)

Tere Aankhon Ki Nami Jo
Mere Dil Ki Hai Kami Woh
Sunne Mere Saathi Aaja Na

Kehta Hoon Main Sabhi Ko
Tu Naa Mile Abhi Jo
Maine Toh Hai Maar Jana

Main Doondta Raha
Iss Gali Iss Gali Mein
Tu Nazar Naa Aaye
Tu Nazar Naa Aaye
Tu Nazar Naa Aaye
Tu Nazar Naa Aaye
Tu Nazar Naa Aaye
Tu Nazar Naa Aaye


Main Doondta Raha Music Video

Other latest songs lyrics:

Related Posts